Gramin Bharat यानी गांवों वाला भारत आज भी हमारे देश की असली ताकत है। लेकिन गांव के लोग aksar insurance jaise zaroori protection se door rehte hain — kyunki ya to unko sahi जानकारी नहीं होती, ya phir system un tak nahi pahuchta.
Agar aap Himachal Pradesh jaise pahadi rural area se hain, to aapke liye kuch special insurance yojanayen hain jo 2025 mein बहुत लाभकारी साबित हो सकती हैं।
Iss article mein हम जानेंगे:
ग्रामीण इलाकों में कौन-कौन सी insurance schemes best हैं?CSC के ज़रिए kaise inhe apply karein?और इनसे आपको क्या-क्या फायदा मिलेगा?
🛡️ 1. Pradhan Mantri Jeevan Jyoti Bima Yojana (PMJJBY)
📌 क्या है ये योजना?
Yeh ek life insurance policy hai jo 18 se 50 साल के नागरिकों के लिए है। Agar kisi vyakti ki death ho jati hai, to ₹2 लाख tak ka बीमा amount family ko milta hai.
📌 Premium:
सिर्फ ₹436 प्रति वर्ष (1 साल का)
📌 फायदे:Low premium, high benefit.
हर साल renew kar sakte ho.
🛡️ 2. Pradhan Mantri Suraksha Bima Yojana (PMSBY)
📌 ये क्या है?
Yeh ek accidental insurance plan hai jo kisi bhi दुर्घटना में होने वाली मौत या विकलांगता को cover karta hai.
📌 Premium:सिर्फ ₹20 प्रति वर्ष
📌 Benefits:
मृत्यु या स्थाई विकलांगता: ₹2 लाख
आंशिक विकलांगता: ₹1 लाख
📌 Apply कैसे करें?
Apne नज़दीक CSC me जाकर apply करें और साथ ही apne bank se. Aadhaar card ka link होना जरूरी है.
🛡️ 3. Ayushman Bharat - PMJAY (Health Insurance)
📌 क्या है?
Ayushman Bharat एक ₹5 लाख तक का free health insurance plan hai jo गरीबी रेखा के नीचे आने वाले परिवारों को मिलता है.
📌 फायदे:
₹5 लाख तक ka इलाज सरकारी और कुछ private hospitals में free.
Kinnaur, Spiti, Shimla jaise remote areas mein bhi अब ये scheme पहुंच चुकी है.
Golden Card milta hai treatment ke liye.
📌 Documents:
Ration card, Aadhaar, CSC ID se apply kar sakte hain.
🛡️ 4. PM Fasal Bima Yojana (Crop Insurance)
📌 Kya Hai?
Yeh kisanon ke liye hai. Agar फसल बर्बाद हो जाए मौसम, ओलावृष्टि ya बारिश se, to yeh योजना नुकसान का बीमा देती है.
📌 Premium:
2% for Kharif
1.5% for Rabi crops
📌 Himachal ke kisanon ke liye:
Apple, wheat, peas jaise pahadi crops isme cover hote hain.
फसल बर्बाद hone par insurance milta hai.
📌 Apply कैसे करें?
Apne नज़दीक CSC me जाकर apply करें और साथ ही apne bank se. Aadhaar card ka link होना जरूरी है.
🛡️ 5. CSC Digital Se General Insurance (Bike, Ghar, Shop etc.)
📌 CSC VLE kya kar sakta hai?
Aap CSC ke zariye bike, shop, mobile phone, ghar, travel ka insurance de sakte ho apne area mein.
📌 Coverage:
Fire, theft, natural calamity, accident etc.
📌 Apply कैसे करें?
Apne नज़दीक CSC me जाकर apply करें और साथ ही apne bank se. Aadhaar card ka link होना जरूरी है.
🛡️ 6. LIC Micro Bachat Plan (ग्रामीण LIC प्लान)
📌 Kya hai yeh?
LIC ka specially rural aur low-income group ke liye micro insurance plan hai. Kam paiso mein badi suraksha deta hai.
📌 Premium:
₹250 per month se start.
📌 Maturity + Death Benefit dono milta hai.
📌 Apply कैसे करें?
Apne नज़दीक CSC me जाकर apply करें और साथ ही apne bank se. Aadhaar card ka link होना जरूरी है.
🪙 7. LIC Jeevan Labh Plan
यह एक limited premium, high return वाला saving + protection plan है।
Death benefit और maturity benefit दोनों मिलते हैं।
किसी भी accident से जुड़ी condition जरूरी नहीं है।
Rural लोग इसे long-term saving + security के लिए इस्तेमाल कर सकते हैं।
🪙 8. LIC New Endowment Plan
ये ek combined plan है जो life cover aur saving dono provide karta hai.
Policy period ke baad ek बड़ी राशि मिलती है.
ग्रामीण परिवार अपने बच्चों की शादी या पढ़ाई के लिए इसे इस्तेमाल कर सकते हैं।
🪙 9. LIC Jeevan Umang
Life-long protection + yearly income ka combo plan.
100 साल तक का coverage deta hai.
हर साल maturity ke बाद पैसा मिलता है (pension जैसा).
Rural बुजुर्गों के लिए एक बेहतरीन विकल्प।
🪙 10. LIC Aadhaar Stambh (For Males)
सिर्फ Aadhaar card पर मिलने वाली LIC की simple aur low-premium saving plan.
Accident clause nahi hota.
Gramin youth ke liye simple aur affordable plan.
🪙 11. LIC Bachat Plus Plan
Single ya limited premium option ke साथ ek guaranteed return policy.
Koi accident-related rider जरूरी नहीं है.
Maturity ke समय lump sum amount milta hai.
Himachal जैसे rural area ke daily wage workers ke लिए useful plan
📥 Apply Kaise Karein?
Agar aap Himachal ke kisi bhi gaon se ho, to:
Aap CSC Center jaakar apply kar sakte ho.
Aadhaar, bank passbook, photo, mobile number zaroori hote hain.
Police verification (health ya life insurance ke liye) optional hota hai. 💬 निष्कर्ष (Conclusion)
Himachal Pradesh jaise natural aur remote area mein rehne wale gramin logon ke liye insurance ek zaroorat hai, luxury nahi.